Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSharabi (1964)
HomeSharabi (1964)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega apna mujhe banayega dil mein mujhe basaayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega kab se tanha ghum rahaa hoon duniyaa ke viraane mein khaali jaam liye baitha hoon kab se iss maikhaane mein koi to hoga mera saaki koi to pyaas bhujaayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega kisi ne mera dil na dekha na dil ka paigaam suna mujhko bas aawara samjha jisne mera naam suna ab tak to sabne thukraaya koi to pass bithayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega kabhi to dega sannate mein pyaar bhari aawaaz koi kaun ye jaane kab mil jaaye rasten mein humraaz koi mere dil ka dard samjh kar do aansoon to bahaayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega apna mujhe banayega dil mein mujhe basaayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega koi na koi to aayega
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm mujhe le chalo aaj phir uss gali mein jahaan pehle pehle ye dil ladkhadaaya wo duniyaa wo meri muhabbat ki duniyaa jahaan se main betaabiyaan le ke aaya mujhe le chalo jahaan so rahi hai meri zindgani jahaan chhod aaya main apni jawaani wahaan aaj bhi ek chaukhat pe taaza muhabbat ke sajdo ki hogi nishani muhabbat ke sajdo ki hogi nishani mujhe le chalo wo duniyaa jahaan uske naksh e kadam hain wahin meri khushiyaan wahin mere ghum hain main le aaungaaa khaak uss reh guzar ki ke uss reh guzar ke tasaar e se nam hain ke uss reh guzar ke tasaar e se nam hain mujhe le chalo wahaan ek rangeen chilman ke peechhe chamakta hua uska rukhsaar hoga basaa loonga aankhon mein wo roshni main yunhi kuchh ilaaz e dil e zaar hoga yunhi kuchh ilaaz e dil e zaar hoga mujhe le chalo aaaaaj phir uss gali mein jahaan pehle pehle ye dil ladkhadaaya wo duniyaa wo meri muhabbat ki duniyaa jahaan se main
la la la aaaa la la la la aaaa la la la la la la laaa saawan ke mahine mein ek aag si seene mein lagti hai to pee leta hoon do char ghadi jee leta hoon saawan ke mahine mein ek aag si seene mein lagti hai to pee leta hoon do char ghadi jee leta hoon saawan ke mahine mein hey hey hey barson chhalkaye maine ye sheeshe aur ye pyale barson chhalkaye maine ye sheeshe aur ye pyale kuchh aaj peela de aise jo mujhko hi pee daale har roz to yun hi dilko behka ke main pee leta hoon do char ghadi jee leta hoon saawan ke mahine mein lambe jeevan se achha wo ek pal jo apna ho lambe jeewan se achha wo ek pal jo apna ho us pal ke baad ye duniya kya ghum hai agar sapna ho kuchh soch ke aisi baatein ghabara ke main pee leta hoon do char ghadi jee leta hoon saawan ke mahine mein hey hey hey maikhane mein aaya hoon mausam ka ishara pa ke maikhane mein aaya hoon mausam ka ishara pa ke dam bhar ke liye baitha hoon rangeen sahara paa ke saaqi jo teri zid hai to sharma ke main pee leta
sochta hoon piyun piyun na piyun taak daaman siyun siyun na siyun dekh kar jaan kashmakash mein hoon kya karun main jiyun jiyun haai na jiyun saawan ke mahine mein ik aag si seene mein lagti hai to pee leta hoon do chaar ghadi jee leta hoon saawan ke mahine mein chaand ki chaal bhi sazaki hui raat ki aankh bhi sharabi hai saari kudrat nashe mein hai jab to are maine pee li to kya kharaabi hai saawan ke mahine mein ik aag si seene mein lagti hai to pee leta hoon do chaar ghadi jee leta hoon saawan ke mahine mein ik aag si seene mein lagti hai to pee leta hoon do chaar ghadi jee leta hoon saawan ke mahine mein
ae hey hey aa haa aa haa o ho o la la la lalala tum ho haseen kahan ke hum chaand aasman ke haye haye gurur itna ha ha huzoor itna uff ye ada haye ye nasha ha ha haa tum ho haseen kahan ke hum chaand aasman ke haye haye gurur itna ha ha huzoor itna uff ye ada haye ye nasha ha ha haa karte ho baat bad badke din jo shabaab ke thehre karte ho baat bad badke din jo shabaab ke thehre kya teer meri nazron ke dil mein janab ke thehre uff ye gajab haye haye yedhak haye haye haye tum ho haseen kahan ke hum chaand aasman ke haye haye gurur itna ha ha huzoor itna uff ye ada haye ye nasha ha ha haa oye hoye ye chaal ka jadu dar hai zamin na fat jaye oye hoye ye chaal ka jadu dar hai zamin na fat jaye seene ko tham kar rakho dil na jagha se hat jaye uff ye akad haye ye pakad haye haye haye tum ho haseen kahan ke hum chaand aasman ke haye haye gurur itna ha ha huzoor itna uff ye ada haye ye nasha ha ha haa kya rab tu husn walon ko kaisa mizaaj deta hai kya rab tu husn walon ko
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kabhi Na Kabhi Kahin Sharabi (1964) 04:07 14229
 
Poster of Sharabi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:07   Song Number : 14229   

Mujhe Le Chalo Aaj Phir Sharabi (1964) 06:20 14230
 
Poster of Sharabi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 06:20   Song Number : 14230   

Saawan Ke Mahine Mein (Happy) Sharabi (1964) 04:44 37046
 
Poster of Sharabi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Dev Anand
Duration : 04:44   Song Number : 37046   

Saawan Ke Mahine Mein (Sad) Sharabi (1964) 03:32 12488
 
Poster of Sharabi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:32   Song Number : 12488   

Tum Ho Haseen Kahan Sharabi (1964) 03:41 36308
 
Poster of Sharabi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Dev Anand, Madhu Bala
Duration : 03:41   Song Number : 36308